hari ki kripa japar hoi.
tahi kachhu yah bahut nahi, hriday dekhau joi..
kaha sansau karat yakau, kitik hai yah bat.
asur sain sanhari dare, bhaktajan sau nat..
haran, karan samarth eee, kahau baranbar.
'soor' hari ki kripa tai, khal tari ge sansar..3108..