uttar kat n det ali nich ?
grisham tej sahati kyau beli badhi kamal kar sich..
murali adhar-sudha-ras anan, dai poshi din rat.
ab ye kam dham dasi ke, surati riti ki bat..
samujhi, syam kari svarath ki, rachi gun kapati saj.
‘soor’ ek rakhat jo nata, jagat kahat brajaraj..3877..