ati ras lapat mere nain.
tripti n manat pivat kamal mukh, sudarata madhu ain..
din aru raini drishti rasana ras, nimish n manat chain.
sobha sidhu samai kahaan lau, hriday saankare ain..
ab yah birah ajiran hvai kai, bami lagyau dukh dain.
‘soor’ baid brajanath madhupuri, kahi pathaooan lain.. 3239..